Na Jane Kyu Khud Ko Akela Sa Paya Hai,
Har Ek Rishte Me Khud Ko Ganwaya Hai,
Shayad Koi To Kami Hai Mere Wajood Me,
Tabhi Har Kisi Ne Hume Yu Hi Thukraya Hai.
Savere savere ho khushiyo ka mela,
na logo ki parwah na duniya ka jhamela,
Panchiyo ka sangit ho aur ho mausam alabla,
mubarak ho aapko ye khusurat savera…